-->
Subcribe to our RSS feeds Join Us on Facebook Follow us on Twitter Add to Circles
u
Showing posts with label Love SMS. Show all posts
Showing posts with label Love SMS. Show all posts

May 12, 2016

hai mohabbat

hai mohabbat tujhe bhi mujhse mere yara.
tabhi to sath chal di chhoker jahan sara !!

May 02, 2016

Mukaddar Ni Milta


Badal Gayee Hai Uski Batein Shayad Wo Bhi Badal Gayaa
Wada Kiya Tha Milne Ka Sabkuch Pal Me Bhool Gyaa
Milne Ki Tarah Wo Mujhse Pal Bhar Nahi Milta
Dil Us Se Mila Jiss Se Mukaddar Ni Milta.......


April 26, 2016

Kya Kasish Hai

“Kya Kashish Hai Teri Inn Aakho Me, Mai Samajh Ni Pata Hu,
Dekhte Hi Tujhko Mere Dilbar, Mai Kho Sa Kahi Jata Hu,...
Ji Chahta Ha Lipat Jau Teri Baho Se, Par Tu To Mere Paas Nhi,
Ek Tere Liye Chalti Hai Meri Saase, Aur Kisi Ki Mujhe Pyas Nhi.”



April 19, 2015

Hamne chor diya

Hamne chor diya shoq-a-mohabat ka...varna tere shar ki khidkiyan to aaj bhi isare karti hai...

कैद हो जाना

कैद हो जाना तो खैर मुक़द्दर में था...
मगर 'मोहसिन' हवाओं में शोर अब तक मेरी उड़ान का है...!!!


February 09, 2015

February 08, 2015

Roya Nhi Karti

Kabhi To Aata Hoga Mera Khyal Rato Ko, Yu Hi Baithkar Roya Nhi Karti, 
Janta Hu Mai Kitne Gam Mile Tujhe, Yu Hi Tu Ise Haskar Jhela Nhi Karti....

February 04, 2015

January 27, 2015

Khilta Hua Gulab

Aapka Chehra Khilta Hua Gulab Lagta Hai, Aapki Aankho Me Bhara Hua Sharab Lagta Hai, 
Jab Aap Muskurakar Meri Oor Dekhti Hai, Din Me Taro Se Saja Aasman Lagta Hai…..

January 26, 2015

Dil Laga Lete Hai

Bundo Me Hum Aashu Pahchan Lete Hai, Jaha Rahte Hai Mahfil Saja Lete Hai, Shikayato Ki Gunjaes Nahi Mere Dil Me, Jo Mil Jata Hai Usi Se Dil Laga Lete Hai….

Ya Khuda Mujhe

Khuda Ki Rahmat Dare Sansaar Par Barse, Mere Hisse Ki Rahmat Mere Yaar Pe Barse, Ya Khuda Mujhe Kar Dena Pani Agar, Mera Yaar Kabhi Pyar Se Tarse….

Wo Kar Gya Khoon

Duniya Me Bhala Kaun Hai Hum Begano Ka, Wo Kar Gya Khoon Mere Armano Ka, Khushi Kya Hai Hame Maloom Nhi Mere Khuda, Gamo Se Hai Garha Nata Hum Deewano Ka….

Pyar Ka Riwaz

Pyar Ka Riwaz Zamana Kya Jane, Jiske Pas Nahi Wo Anjana Kya Jane, Hoti Hai Kitni Taklif Kabra Me, Upar Se Phool Chadhane Wala Kya Jane….