-->
Subcribe to our RSS feeds Join Us on Facebook Follow us on Twitter Add to Circles
u
Showing posts with label Aashu SMS. Show all posts
Showing posts with label Aashu SMS. Show all posts

June 29, 2017

Jab Se Gaya hu

Jab Se Gaya hu Teri Galiyo Me Badnami ke Siva Kuch Na Mila,
Na Tu Mili Na Teri Baahen... Na Tere Pyar Ka Manjar Hi Milaa... 

May 10, 2016

Mere Hi Sanam Ne

Jinki Yaado Me Kabhi Hum Roya Krte The
Jinki Baho Me Kabhi Hum Soya Karte The
Aisa Sila Diya Pyar Ka Uss Berhem Ne

Loot Liya Nujhko Mere Hi Sanam Ne……

May 02, 2016

Mukaddar Ni Milta


Badal Gayee Hai Uski Batein Shayad Wo Bhi Badal Gayaa
Wada Kiya Tha Milne Ka Sabkuch Pal Me Bhool Gyaa
Milne Ki Tarah Wo Mujhse Pal Bhar Nahi Milta
Dil Us Se Mila Jiss Se Mukaddar Ni Milta.......


July 28, 2015

मोहब्बत ना सही

मोहब्बत ना सही ,मुकदमा ही कर दे मुझ पर...
कम से कम तारीख दर तारीख मुलाक़ात तो होगी...


April 30, 2015

Udaas Si Ho Gayi

Naa Jaane Kyu Har Shaam Itni Udaas Si Ho Gayi, Bahaar Mein Bhi Meri Zindagi Veeran Si Ho Gayi
Jis Pal Se Humne Jeene Ki Khwaaish Chhod Di, Usi Pal Se Maut Bhi Humse Kuch Naaraz Si Ho Gayi...

February 09, 2015

Dard Banke Dil Me

Dard Banke Dil Me Chupa Kaun Hai Re-Re Kar Isme Chubhta Kaun Hai,
Ek Traf Dil Hai Aur Ek Traf Aaina Dekhna Hai Is Baar Pehle Tut- Ta Kaun Hai....

February 08, 2015

Roya Nhi Karti

Kabhi To Aata Hoga Mera Khyal Rato Ko, Yu Hi Baithkar Roya Nhi Karti, 
Janta Hu Mai Kitne Gam Mile Tujhe, Yu Hi Tu Ise Haskar Jhela Nhi Karti....

January 28, 2015

Teri Aakho Ke Dariya Ka

Teri Aakho Ke Dariya Ka Utarna Bhi Jaruri Tha Mohabbat Bhi Jaruri Thi Bichharna Bhi Jaruri Tha, 
Jaruri Tha Ki Hum Dono Tawafe Aarzu Karte Magar Fir Aarzuyo Ka Bikharna Bhi Jaruri Tha….

Dard Ka Samundar

Dard Ka Samundar Na Hota Mera Mukaddar Agar Tu Meri Duniya Me Aayi Na Hoti, Chcor Deta Mai Tujhe Hamesha Ke Liye Agar Tu Meri Sanso Me Samayi Na Hoti….

January 26, 2015

Khushi Kya Hoti Hai

Khushi Kya Hoti Hai Ye Humne Kabhi Jana Nhi, Pyar Kya Chiz Hai Ye Humne Kabhi Pahchana Nhi, Log Kahte Hai Mai Pyar Ke Kabil Nhi, Isliye Hame Kabhi Kisi Se Dil Lagana Nhi….

Wo Kar Gya Khoon

Duniya Me Bhala Kaun Hai Hum Begano Ka, Wo Kar Gya Khoon Mere Armano Ka, Khushi Kya Hai Hame Maloom Nhi Mere Khuda, Gamo Se Hai Garha Nata Hum Deewano Ka….

Pyar Ka Riwaz

Pyar Ka Riwaz Zamana Kya Jane, Jiske Pas Nahi Wo Anjana Kya Jane, Hoti Hai Kitni Taklif Kabra Me, Upar Se Phool Chadhane Wala Kya Jane….

January 24, 2015

Dil Mazboor Na Hota

Deepak Me Agar Noor Na Hota, Tanha Dil Mazboor Na Hota, 
Hum Aapse Good Morning Kahne Jarur Aate, Agar Aapka Ghar Itna Door Na Hota….

Jaruri Nhi

Jaruri Nhi Jeene Ka Koi Sahara Ho, Jaruri Nhi Jiske Hum Hai Wo Hamara Ho,
Kabhi Kabhi Dub Jaya Karti Hai Kishtiya, Jaruri Nhi Har Kisti Ka Kinara Ho….

Dard Kitna Hai

Na Kabhi Chhupaya Ki Pyar Kitna Hai, Na Kabhi Ye Jataya Ki Dard Kitna Hai, 
Bas Ek Hamko Or Khuda Ko Malum Hai, Ki Aapse Mulakat Ka Intjaar Kitna Hai….

January 23, 2015

Kya Jane

Dil Pe Kya Gujrati Hai Wo Anjaan Kya Jane, Pyar Kise Kahte Hai Wo Nadaan Kya Jane, Hawa Ke Saath Uud Gya Ghar Is Parinde Ka, Kaise Bana Tha Ghosla Wo Tufaan Kya Jane….