-->
Subcribe to our RSS feeds Join Us on Facebook Follow us on Twitter Add to Circles
u
Showing posts with label Bewafai SMS. Show all posts
Showing posts with label Bewafai SMS. Show all posts

June 29, 2017

Jab Se Gaya hu

Jab Se Gaya hu Teri Galiyo Me Badnami ke Siva Kuch Na Mila,
Na Tu Mili Na Teri Baahen... Na Tere Pyar Ka Manjar Hi Milaa... 

May 24, 2016

Wo Sara Samundar

Man Ho Gya Uddas Ab To Bujhti Nahi Nai Pyas,
Jab Dekhta Hu Apna Account Mai Ho Jata Hu Jaunt
Man Nhi Lagta Hai Mera Yaha Pe Dol Gaya Hu Mai Andar Hi Ander

De Diya Tujhko Maine Khushiyo La Wo Sara Samundar.

May 10, 2016

Mere Hi Sanam Ne

Jinki Yaado Me Kabhi Hum Roya Krte The
Jinki Baho Me Kabhi Hum Soya Karte The
Aisa Sila Diya Pyar Ka Uss Berhem Ne

Loot Liya Nujhko Mere Hi Sanam Ne……

May 02, 2016

Mukaddar Ni Milta


Badal Gayee Hai Uski Batein Shayad Wo Bhi Badal Gayaa
Wada Kiya Tha Milne Ka Sabkuch Pal Me Bhool Gyaa
Milne Ki Tarah Wo Mujhse Pal Bhar Nahi Milta
Dil Us Se Mila Jiss Se Mukaddar Ni Milta.......


July 28, 2015

मोहब्बत ना सही

मोहब्बत ना सही ,मुकदमा ही कर दे मुझ पर...
कम से कम तारीख दर तारीख मुलाक़ात तो होगी...


June 07, 2015

Ek dost ki girlfriend ki shaadi taye ho gayi

Ek dost ki girlfriend ki shaadi taye ho gayi...
Saale ko jab pata chala to gusse me mere pass aaya aur bola- agar WO meri na huyi to usko kisi Ki nahi hone dunga.
Maine puchha ki agar WO Teri ho gayi to sab ki hone dega?????
Kamine ne ab tak jawaab nahi diya,,,,,,,,

April 30, 2015

Udaas Si Ho Gayi

Naa Jaane Kyu Har Shaam Itni Udaas Si Ho Gayi, Bahaar Mein Bhi Meri Zindagi Veeran Si Ho Gayi
Jis Pal Se Humne Jeene Ki Khwaaish Chhod Di, Usi Pal Se Maut Bhi Humse Kuch Naaraz Si Ho Gayi...

April 19, 2015

मुझे नफरत पसन्द है

मुझसे तंग आ जाओ, तो बता देना,
वैसे भी मुझे नफरत पसन्द है,
मगर दिखावे का प्यार नही...

January 28, 2015

Teri Aakho Ke Dariya Ka

Teri Aakho Ke Dariya Ka Utarna Bhi Jaruri Tha Mohabbat Bhi Jaruri Thi Bichharna Bhi Jaruri Tha, 
Jaruri Tha Ki Hum Dono Tawafe Aarzu Karte Magar Fir Aarzuyo Ka Bikharna Bhi Jaruri Tha….

Dard Ka Samundar

Dard Ka Samundar Na Hota Mera Mukaddar Agar Tu Meri Duniya Me Aayi Na Hoti, Chcor Deta Mai Tujhe Hamesha Ke Liye Agar Tu Meri Sanso Me Samayi Na Hoti….

January 26, 2015

Khushi Kya Hoti Hai

Khushi Kya Hoti Hai Ye Humne Kabhi Jana Nhi, Pyar Kya Chiz Hai Ye Humne Kabhi Pahchana Nhi, Log Kahte Hai Mai Pyar Ke Kabil Nhi, Isliye Hame Kabhi Kisi Se Dil Lagana Nhi….

Wo Kar Gya Khoon

Duniya Me Bhala Kaun Hai Hum Begano Ka, Wo Kar Gya Khoon Mere Armano Ka, Khushi Kya Hai Hame Maloom Nhi Mere Khuda, Gamo Se Hai Garha Nata Hum Deewano Ka….

January 24, 2015

Yaado Me Kabhi

Yaado Me Kabhi Aap Bhi Khoye Honge, Khuli Aakho Se Kabhi Aap Bhi Roye Honge, 
Mana Hasna Hai Aadat Gam Chhupane Ki Par Haste-Haste Kabhi Aap Bhi Roye Honge….

Jaruri Nhi

Jaruri Nhi Jeene Ka Koi Sahara Ho, Jaruri Nhi Jiske Hum Hai Wo Hamara Ho,
Kabhi Kabhi Dub Jaya Karti Hai Kishtiya, Jaruri Nhi Har Kisti Ka Kinara Ho….

January 20, 2015

Dil Pe Kya Gujrati Hai

Dil Pe Kya Gujrati Hai Wo Anjaan Kya Jane, 
Pyar Kise Kahte Hai Wo Nadaan Kya Jane, 
Hawa Ke Saath Uud Gya Ghar Is Parinde Ka, 
Kaise Bana Tha Ghosla Wo Tufaan Kya Jane….

Koi Tere Khatir

Baate Ye Kabhi Na Tu Bhulna Koi Tere Khatir Hai G Raha
Jaye Tu Kahi V Ye Sochna Koi Tere Khatir Hai G Raha
Tu Jaha Jaye Mehfuj Rahe Dil Mera Mange Bas Ye Dua 
Koi Tere Khatir Hai Je Raha….

Wo Bura Maan Gayen

Har Raat Gujarti Hai Unki Deewali Ki Tarah, Hamne Ek Diya Jo Jalaya Wo Bura Maan Gayen….

Eek Yakine La Hasil

Eek Yakine La Hasil Eek Mohabbat Beimni, Aur Kya Mila Mujhe Teri Zustzu Karke….