-->
Subcribe to our RSS feeds Join Us on Facebook Follow us on Twitter Add to Circles
u
Showing posts with label Happy Happy SMS. Show all posts
Showing posts with label Happy Happy SMS. Show all posts

August 06, 2016

Aao desh ka samman karein


Aao desh ka samman karein…
Shahido ki shahadat yaad kare
Ek baar phir se rashtra ki kamaan,
Hum hindustani apne haath dhare,
Aao Swatantrata diwas ka maan kare

June 13, 2016

Kaise Jiya jaye tum bin

Tum bin Jiya jaye kaise, 
Kaise Jiya jaye tum bin, 
Sadiyo se lambi hai rate, 
Sadiyo se lambe hue din,
Aa jao laut kar tum, 
Ye dil kah rha hai.
Fir same tanhai jagi, 
Fir yad tum aa rhe ho,
Fir jan nikalne lgi hai, 
Fir mujhko tarpa rhe ho.
is dil me yado ke mele hai, 
Tum bin hum bahut akele hai. 
Tum bin Jiya jaye kaise. 
Kaise Jiya jaye tum bin.

May 03, 2015

Ham Kaha Honge

Hamare Baad Mahfil Me Afsane Baya Honge, Bahare Hamko Dhundhegi Na Jane Ham Kaha Honge....

फूल खुशबू दे आपको

उगता हुआ सूरज दुआ दे आपको, खिलता हुआ फूल खुशबू दे आपको
हम तो कुछ भी देने के काबिल नहीं, देनेवाला हज़ार खुशिया दे आपको...

April 27, 2015

sara district

Bhukamp ke baad indian govt ne sabi ladkiyon ko lipstick lagana ban kar diya hai
Kyunki tu lagave lu jab lipistic , hile la sara district....

April 11, 2015

Kapre saare

Kapre saare Gande Ho Gaye, Surf Hua Harjayee, Sabun Ke Huye Hai Tukre Tukre, Aaj Pani Nahi Hai Aayee

February 22, 2015

Sikandar Hai

Samaj Buraiyon Ka Samundar Hai Lakin Miti Bhi To Isi Ke Ander Hai Khel Khel Me To Kai Harte Hai Magar Jo Haak Bhi Jeet Bnaye Waho To Sikandar Hai....

February 16, 2015

Happy Perfume Day 2015

Ab Tak Meri Life Ek Khuli Bottle Ki Tarah Thi, Jis Mein Sab Perfume Ki Tarah Utar Jata Tha. Par Apke Ane Se Sab Thik Ho Gya. Khuda Kare Ap Jesa Dhakan Sab Ko Mile Happy Perfume Day 2015 :)....

February 13, 2015

पति-पत्नी

पत्नी: आज प्रॉमिस डे पर मुझ से वादा कीजिए आप कभी शराब नही पियेंगे ? पति: औकात में रह,पत्नी है ये गर्लफ्रेंड की तरह ड्रामे ना करा कर...

February 09, 2015

January 27, 2015

Khilta Hua Gulab

Aapka Chehra Khilta Hua Gulab Lagta Hai, Aapki Aankho Me Bhara Hua Sharab Lagta Hai, 
Jab Aap Muskurakar Meri Oor Dekhti Hai, Din Me Taro Se Saja Aasman Lagta Hai…..

Aapka Gussa

Aapka Gussa Bara Nirala Hai, Lagta Hai Jaise Ek Khali Pyala Hai, Or Jyada To Puchho Hi Mat, Wo To Khushi Ka Gharwala Hai….

Kanto Ka Bora

Gussa Ek Katora Hai, Isme Nuksan Jyada Santi Thora Hai, Na Yakin Ho To Apne Ap Se Puchho, Shanti Ek Phool Krodh Kanto Ka Bora Hai….

Phoolo Se Jyada Saji Hai

Teri Hasi Tere Gusse Se Jyada Achchi Hai. Magar Tere Chehre Pe Gussa Jyada Basi Hai, Kabhi Haskar To Baat Kar Ke Dekho, Lagegi Sari Duniya Phoolo Se Jyada Saji Hai….

Pyar Yuhi Banaye Rakhana

Pyar Yuhi Banaye Rakhana, Mithi Nhi To Fiki Hi Sahi, Mere Intzaar Me Khol Kar Rakhana Darwaja Nhi To Khirki Hi Sahi….

January 24, 2015

Kisi Ko Dil Me

Kisi Ko Dil Me Basana Bura To Nahi, Kisi Ke Dil Me Bas Jana Khata To Nhi, 
Gunahgaar Hu Jamane Ki Nazro Me,  Zamane Wale Insaan Hai Khuda To Nhi….

Ishq Wale

Ishq Wale Aakho Ki Bat Samajh Lete Hai, Sapno Me Mil Jaye To Mulakat Samajh Lete Hai, 
Rota To Aasman Bhi Hai Jamin Ke Liye, Lekin Kog Use Barsaat Samajh Lete Hai….