Dard Ka Samundar Na Hota Mera Mukaddar Agar Tu Meri Duniya
Me Aayi Na Hoti, Chcor Deta Mai Tujhe Hamesha Ke Liye Agar Tu Meri Sanso Me
Samayi Na Hoti….
Duniya Me Bhala Kaun Hai Hum Begano Ka, Wo Kar Gya Khoon
Mere Armano Ka, Khushi Kya Hai Hame Maloom Nhi Mere Khuda, Gamo Se Hai Garha
Nata Hum Deewano Ka….
Dil Pe Kya Gujrati Hai Wo Anjaan Kya Jane, Pyar Kise Kahte
Hai Wo Nadaan Kya Jane, Hawa Ke Saath Uud Gya Ghar Is Parinde Ka, Kaise Bana
Tha Ghosla Wo Tufaan Kya Jane….